Submitted by user2 on Thu, 2017-11-09 07:17
Q: Meri walda ki umar 78 saal hai mai bewa hoon mera aik beta haijis ki umar 13 saal hai mai apni walda or bete ke saath haj ka fareeza ada kerna chahti hoon waalda bohat beemaar hain.haj ke tamam.arkaan kese ada karen gi samajh nahi ata.barae meharbaani mashwara denn.