Error message

  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).

  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).

Ghusal

Ihtilaam

Q: Me larki hu aur meri pareshaani ye he ke kuch dino pehle hi ihtilaam ke baare me pata chala he aur me bohot pareshaan hu kyunke mujhe har rowz safed discharge hota he, jab me so kar uthti hun tab bhi mujhe ye discharge milta he. Kya ye discharge mani ya mazi maana jayega? Is wajah se har rowz ghusal karna par raha he kyunke mazi bhi safed discharge ki tarah hoti he.

Bila shahwat mani nikal jaana

Q: Kabhi istinjaa karte waqt mani nikal jaaye to ghusal karna parega ya dhona kaafi hoga?

Ghusal me patti par masah karna

Q: Hath toota ho mukammal patti me ho aur ghusal bhi waajib, kiya karo? Tayammum jaaiz he?

Ghusal ke ba'd sharamgaah se maani nikaalna

Q: Agar koi aurat mubaashrat karne ke baad gusal karti hy isky baad mani jo ke mard ke uske farj me thi usky qatry niklty he tou kya usko dobaara ghusal karna pre ga?

Fardh ghusal ke ba'd aankh ke konay pe surma jama huwa paana

Q: Me ne haiz se paaki ke liye ghusal kiya jab me ne ghusal kar ke namaaz waghaira parh li to bad me mujhe pata chal ke meri aankh ke kone pe surma jama huwa tha. Kiya mera ghusal or namaaz ho gayi ya nahi?

Napaaki ki haalat me kisi cheez par haat lagana

Q: Agar hum napaak ho aur mussalla ko galti se chule toh wo najis ho jaiga?

Wudhu aur ghusal

Q: Agar aap ne sahi se kulli ki ho magar aap ko ghusal ke bad pata chala ke daant me kuch reh gaya he to kiya ghusal ho jayega? Agar wuzu ghusal me hatho me paani le kar baazoo pe bahaaya jaye aur poore baazu par saath hi hath pher kar pani mal liya jay aiysa teen baar karne se wuzu ho jaye ga ya isi tarah moon pe bhi? Agar namaz me sans ki awaz (haa) or dard se (see) ki awaz nikle to namaz ho jaye gi? Agar haidh khatam hone ka ayk din bad ghusal ke waqt haidh ka asar saaf karne pe zara sa khoon zahir ho to us khaali din ki namaaz qaza karni ho gi?

Qibla ki tarf ghusal karna

Q:

1. Mera sawal ye he ke agar peshaab karte waqt peshaab ke cheente jism ke kisi bhi hisse par gir jaye to ghusal farz ho jata he ya nahi?

2. Doosra sawaal qible ki tarf ho kar ghusal krna chahiye? Rehnumaai farmade.

Nadi ya taalaab me ghusal karna

Q: Ghusal kab farz he? Kisi aadmi ne nadi ya talaab me ghusal kiya aur farz ki adayegi nahi kiya to kiya ghusal hojayega masalan muh me ya naak me paani chala gaya to kya farz ada ho jaega?

Paani ne hone ki wajah se tayammum karna

Q: Agar ihtilaam ho jaye aur ghusal ke liye paani mawjood ne ho, to kiya karna chahia? Aise me khana peena aur ahkam illaahi sunna kaisa he? Please meri rehnumaai farmaye. Jazak Allah.

Pages